Ghar aa bhi jao...
Mile tho hum kismat se, Lekhin hath rab ka hi ha, Vaada hai mera tum se Ek bar, bas ek bar mudke tho dekh Kahoge tum, " Maat ja mujhe chodke Maat ja... " Ab yeh vaade ya samjhauta tho nahi Pyaar kiya hai, Dil jo de baaite hai humne... Nahi rokungi tumhe Jao kahi paahad ya sagar kinare Nahi bolungi mein kuch bhi Lekhin ye vaada hai tumse Har rooz, har sham Apne angan mein tumhara intezar karungi Aur bolungi Ab ghar aa bhi jao, Chai thandi ho rahi hai...